Sunday, 27 November 2011

Chuha..........

Ek gaon me ek bacha tha...jo ki standard 3 me padhta tha. Uske class ke ek kone me ek chuhe ne apna bil banaya tha. Jab bhi master ji class me padhate the...woh us chuhe ke sath busy rehta tha......Ek din jab master ji ne ek math ka problem solve karne ko diya......to woh ans dhundne ke waje chuha ke sath laga tha........Master ji ye dekh kar piche....."are nikla kya?"( unka matlab ans se tha)
Bacha- Nehi sir nikla tha par phir andar ghus gaya.....

No comments:

Post a Comment