Tuesday, 29 November 2011

Gharwali

(Two freinds were talking)
1st friend- yaar galti se kabhi shadi mat karna....warna tera ghar gaya samajh.....
2nd- abe ese kyun bol raha he??
1st- Dekh yaar....sabjiwali sabji bechti he........phulwali phul bechti he.......dudhwali dudh bechti he......
2nd- ha to....in sab baton se mere shadi ka kya lena dena???
1st- Abe to phir shadi karke gharwali layega to woh ghar bechegi na!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

NAMOONA

Why do girls prefer arranged marriage?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Because an UNKNOWN namoona is better than Well known kamina!!!!!!!!!!!!!!!

Mouse

Teacher- Bacho.......Mouse ka spelling kon batayega?
(sare students ne apne hath upar kiye)
Teacher- Bitu, tum batao..
Bitu- MOUS....mm...ahh...mm....
Teacher- ha bolo....kosis karo.......mous.........end me kya hota he?? yaad karo.
Bitu- ha...end me ek lambi puch hoti he!!!!!!

Sunday, 27 November 2011

Noodles

Sibsankar- Parvati......Parvati......kaha ho tum...jara jaldi ana...
Parvati- ha boliye...prabhu..kya hua. chila kyun rahe he?
Sibsankar- are mujhe mera trisul nehi milraha he. tumne kahi dekha he kya?
Parvati- Oho....apka trisul...usko to Ganesh legaya he noodles khane ke liye!!!!!!!!!

Never mind

Sir- are ye koi waqt he school aneka.....pata he abhi 11.30 baje he...
Student- Sorry sir...woh kya he ki..........
Sir- kya woh..me kuch nehi sununga. tumhe pata he na class 10.30 se suru hoti he....
Student...Ok sir, next time ap mere bina hi class suru kar dena..ok..don't worry ...i never mind!!!!!!!!

Chuha..........

Ek gaon me ek bacha tha...jo ki standard 3 me padhta tha. Uske class ke ek kone me ek chuhe ne apna bil banaya tha. Jab bhi master ji class me padhate the...woh us chuhe ke sath busy rehta tha......Ek din jab master ji ne ek math ka problem solve karne ko diya......to woh ans dhundne ke waje chuha ke sath laga tha........Master ji ye dekh kar piche....."are nikla kya?"( unka matlab ans se tha)
Bacha- Nehi sir nikla tha par phir andar ghus gaya.....